Raat Hai Qayamat Lyrics  | Oh Darling! Yeh Hai India! | Shahrukh Khan, Deepa Sahi | Shweta Shetty | Ranjit Barot

Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat

Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat

Aaj ki baat sab kuchh alag hi hoga sab kuchh
Rahega yaad hamesha badal jaayega sab kuchh
Ji bhar ke kar le tu aaj abb sharaarat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat

Nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge
Nahi khushiya rahegi, nahi koyi ghum rahenge
Muskuraake maang le, ek aakhari inaayat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
La la la la…

Na jaane kab kya hoga, na jaane kya kya hoga
Jahaan mein jab jo hoga, jaankar bhi kya hoga
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat.

MovieOh Darling! Yeh Hai India!
SingerShweta Shetty
DirectorKetan Mehta
Music ComposerRanjit Barot
LyricistKetan Mehta
Star CastShahrukh Khan, Deepa Sahi, Jaaved Jaffrey, Anupam Kher, Amrish Puri
LabelVenus

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *