Pyar Mein Hota Hai Lyrics  | Papa Kahte Hain | Jugal Hansraj, Mayuri Kango | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Rajesh Roshan

Pyar Mein Hota Hai Lyrics | Papa Kahte Hain | Jugal Hansraj, Mayuri Kango | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Rajesh Roshan

Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Rehta nahi kyun dil par kaboo
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
O gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
Kyun hoti hai phool mein khushaboo
Tu jaane ya main jaano
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Chandni raatein ho toh chakori
Pagal si kyun hoti hain
Chandni raatein ho toh chakori
Pagal si kyun hoti hain
Jungle mein koyal ki ku ku
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharkha aur badal
O jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharkha aur badal
Tere liye main mere liye tu
Tu jaane ya main jaano
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu

Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Rehta nahi kyun dil par kaboo
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu.

MoviePapa Kahte Hain
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistSameer
Star CastJugal Hansraj, Mayuri Kango, Anupam Kher, Reema Lagoo, Tiku Talsania, Amin Hajee, Dinesh Hingoo, Suhas Joshi
LabelT-series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *