Pyar Ki Pyas Lyrics  | Pyar Ki Pyas | Honey Irani, Shrikan | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Vasant Desai

Pyar Ki Pyas Lyrics | Pyar Ki Pyas | Honey Irani, Shrikan | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Vasant Desai

Pyar ki pyas pyar ki pyas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas pyar ki pyas

Sarita ko sagar ki pyas
Sagar mein lehro aa was
Sarita ko sagar ki pyas
Sagar mein lehro aa was
Lehre uth uth jana chahe
Punam ke chanda ke paas
Man se man ko har jivan ko
Man se man ko har jivan ko
Ek aas vishvas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas

Lakho taaro ki aankhe
Raat ko bhar bhar aati hai
Bhor bhaye to kaliyo par
Shabanam jhar jhar jati hai
Pran ka patjhad pal pal dhunde
Pran ka patjhad pal pal dhunde
Jivan ka madhumas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas.

MoviePyar Ki Pyas
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorMahesh Kaul
Music ComposerVasant Desai
LyricistBharat Vyas
Star CastHoney Irani, Shrikan, Nishi, Manmohan Krishan, David, Manorama, Yashodhara Katju, Gopi Kishan, Kamal Mehra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *