Pyar Ka Pehla Khat Likha Hai Lyrics | Sauda | Udit Narayan, Vijeta Shrivastava | Aadesh Shrivastava

Pyar Ka Pehla Khat Likha Hai Lyrics | Sauda | Udit Narayan, Vijeta Shrivastava | Aadesh Shrivastava

Pyar ka pahla khat likha hai
Pyar ka pahla khat likha hai
Maine tujhko saajan
Is kaagaj me dil hai mera
Lafjo me hai dhadkan
Ho saajan haan saajan ho saajan

Pyar ka pahla khat likha hai
Pyar ka pahla khat likha hai
Tune mujhko saajan
Isko padh ke dil dhadka hai
Jhum rahi hai dhadkan
Ho saajan haan saajan ho saajan

Pahle tera naam likha hai
Fir palko se chum liya hai
Are pahle tera naam likha hai
Fir palko se chum liya hai
Maine bhi sapno me kho kar
Man hi man teri hi hokar
Khat ke bahane maine dekha
Khat ke bahane maine dekha
Armaano ka darpan
Isko padh ke dil dhadka hai
Jhum rahi hai dhadkan
Ho saajan haan saajan ho saajan

Pyar ka pahla khat likha hai
Pyar ka pahla khat likha hai
Maine tujhko saajan
Is kaagaj me dil hai mera
Lafjo me hai dhadkan
Ho saajan haan saajan ho saajan

Hontho se jo kah na paaye
Baat vo kaagaj pe likh laaye
Hontho se jo kah na paaye
Baat vo kaagaj pe likh laaye

Hontho se jo kah na paaye
Baat vo kaagaj pe likh laaye
Jab tak ye armaa na jaage
Bandhte nahi dil ke dhaage
Saans ki dori tute jo tute
Saans ki dori tute jo tute
Tutega na bandhan
Is kaagaj me dil hai mera
Lafjo me hai dhadkan
Ho saajan haan saajan haan saajan

Pyar ka pahla khat likha hai
Pyar ka pahla khat likha hai
Tune mujhko saajan
Isko padh ke dil dhadka hai
Jhum rahi hai dhadkan
Ho saajan haan saajan haan saajan
Ho saajan haan saajan haan saajan
Ho saajan ho saajan haan saajan
Ho saajan ho saajan

MovieSauda
SingerUdit Narayan, Vijeta Shrivastava
DirectorRamesh Modi
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistMadan Pal
Star CastSumeet Sehgal, Vikas Bhalla, Neelam, Saeed Jaffrey, Dalip Tahil, Kiran Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *