Pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
Khwaaisho me duba har lamha jal raha hai
Ajab si khushi hai
Ajab bekhudi hai
Nigaho me thehri teri aashiki hai sanam
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
Khwaaisho me duba har lamha jal raha hai
Ajab si khushi hai
Ajab bekhudi hai
Nigaho me thehri teri aashiki hai sanam
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Roshni hi roshni hai aaj meri raaho me
Bhige dil ke mausam saare
Aake meri baaho me
Ho gayi hai hasin kis kadar jindgi
Mil gayi hai hume manjile pyaar ki
Naya khwaab hai ye naya silsila hai
Badi mushkilo se ye mauka mila hai sanam
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
Ha lag rahi hai sari duniya
Kis kadar mastaani si
Kho raha hai ho rahi hai
Dhadkane diwaani si
Ye mujhe kya hua
Kya hua kya pata
Chha raha hai mujhe
Ajnabi sa nasha
Kahin mar na jaaun main khushiyon se milke
Chalo pure kar le sab armaan dil ke sanam
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
Khwaaisho me duba har lamha jal raha hai
Ajab si khushi hai
Ajab bekhudi hai
Nigaho me thehri teri aashiki hai sanam
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
Saanso me tufa tufa hai rava
| Movie | Milta Hai Chance By Chance |
| Singer | Shweta Pandit, Shaan |
| Director | Ramesh Modi |
| Music Composer | Afsar Sajid |
| Lyricist | Shahab Allahabadi, Anjaan |
| Star Cast | Gracy Singh, Aslam Khan, Vishal Kaushik, Sana Govil, Reshma Modi, Mahesh Thakur, Naina Jolly, Seema Bedi, Jawahar Jairath, Tiku Talsania |

