Pyaar Ye Jane Kaisa Hai Lyrics | Rangeela (1995) | avita Krishnamurthy, Suresh Wadkar | A R Rahman

(Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai) – (3)

Din to guzarte hai jiske khayalo me
Raate guzarti hai uski hi yaado me
Waqt milan ka aaye to raaho me
Jhoome bahare phulo ki kaliyo me
Bhanvaro ki toli aaye
Kaliyo pe vo mandaraye
Darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye

(Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai) – (2)

Aankho pe chhaye hai sapna banke to
Koi paraaya aaye apna banke
Chalte chalte hi raaho ki dhoop me
Sathi mil jaye koi saya banke
Manzil aaye na aaye ya koi tufan aaye
Dilwalo ko ye jeena sikhaye

(Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai) – (2)

MovieRangeela (1995)
Singeravita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Music ComposerA R Rahman
LyricistMehboob Alam Kotwal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *