Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke Lyrics  | Do Dil | Karan Dewan, Motilal | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Govind Ram

Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke Lyrics | Do Dil | Karan Dewan, Motilal | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Govind Ram

Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye

Jaane waale dard na de ja
Jaane waale dard na de ja
Jaa aur apni yaad bhi le jaa
Jaa aur apni yaad bhi le jaa
Khuli aankh ka khwaab dikhaa ke
Khuli aankh ka khwaab dikhaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye

Wo kya jaane dard paraaye
Wo kya jaane dard paraaye
Kya hai ronaa kya hai haaye
Kya hai ronaa kya hai haaye
Dil ko jhoothhe khel khilaa ke
Dil ko jhoothhe khel khilaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke.

MovieDo Dil
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorJagdish Sethi
Music ComposerGovind Ram
LyricistDeena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Star CastKaran Dewan, Motilal, Badri Prasad, Gulab, Suraiya
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *