Prabhu Apni Jhalak Dikhao Mohe Adbhut Roop Dikhao Lyrics | Bhakt Dhruv | Mohantara Talpade | Shankar Rao Vyas

Prabhu Apni Jhalak Dikhao Mohe Adbhut Roop Dikhao Lyrics | Bhakt Dhruv | Mohantara Talpade | Shankar Rao Vyas

Prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao
Mujhe adbhut rup dikhao
Prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao

Jis rup ko dhyani dhyave jis rup ko dhyani dhyave
Aur yogi yog lagave aur yogi yog lagave
Jo jyoti biraje rut ye brij tum jyoti wahi pragataao
Prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao

Nakh jyoti se jag ujiyara charan chumat ban mala
Kati kathin path pitambar kati kathin path pitambar
Shyamal dhan badan nirala
Shyamal dhan badan nirala is man ka moh mitao
Prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao

Wo rup chaturbhuj nyara wo rup chaturbhuj nyara
Mukh chandr vadan ujiyara mukh chandr vadan ujiyara
Do naina kamal sarikhe sir mor mukut ati pyara
Hatho me lekar shankh chakr
Hatho me lekar shankh chakr aur gada kadam tum aao
Prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao

Mai mud mand mati balak mai mud mand mati balak
Jag chhod sharan me aaya jag chhod sharan me aaya
Tum deen bandhu karuna jo mujhe apna daas banaya
Mujhe apna rup dikhaya ab charan dhul de jao
Ab charan dhul de jao

MovieBhakt Dhruv
SingerMohantara Talpade
DirectorShanti Kumar
Music ComposerShankar Rao Vyas
LyricistPandit Indra, Moti
Star CastJeevan, Shashi Kapoor, Leela Mishra, Mridula Rani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *