Phir mujhe dida e tar yaad aya
Dil jigar tishana e fariyad aaya
Phir mujhe dida e tar yaad aaya
Dam liya tha na qayamat ne hano
Dam liya tha na qayamat ne hano
Phir tera waqt-e-safar yaad aaya
Phir mujhe dida-e-tar yaad aaya
Zindagi yun bhi guzar hi jati
Zindagi yun bhi guzar hi jati
Kyun tera rahaguzar yaad aaya
Phir mujhe dida-e-tar yaad aaya
Phir tere kuche ko jata hai kayal
Phir tere kuche ko jata hai kayal
Dil-e-gumagashta magar yaad aaya
Phir mujhe dida e tar yaad aaya
Dil jigar tishana e fariyad aaya.
| Movie | Mirza Ghalib |
| Singer | Talat Mahmood |
| Director | Sohrab Modi |
| Music Composer | Ghulam Mohammad |
| Lyricist | Mirza Ghalib |
| Star Cast | Bharat Bhushan, Suraiya, Nigar Sultana, Durga Khote, Murad, Mukri, Ulhas, Kumkum, Iftekhar |
| Label | Saregama |

