Pehli Pehli Baar Jaaga Hai, Pehla Pyar Tere Hi Liye Lyrics | Zor | Gopal Rao, Anuradha Sriram | Agosh

Pehli Pehli Baar Jaaga Hai, Pehla Pyar Tere Hi Liye Lyrics | Zor | Gopal Rao, Anuradha Sriram | Agosh

Pahli pahli bar jaga hai pahla pyar tere hi liye
Pahli pahli bar jaga hai pahla pyar tere hi liye
Hai yahi dua tere mere pyar ko nahi lage najar kisi ki
Rab se mangu or kya

Nain jhuke hai yu sharam ke kya kahu mai kasam se
Kya kya arman dil me jage ki paya hai jab se pyar tera
Dil ko lubha jaye teri sharam ye bholapan
Thi ye kismat hamari sanam ke lakho me tumko paya hai
Ab yahi dua teri khusiyo ko na lage najar gam ki bhi
Rab se mangu or kya

Pyar ka safar hai ye pyara karlo ye wada
Leke hatho me hath mera chaloge mere sath sada
Ho dhup ya chaya ho andhera ya ujala
Ho khusi ka ya gam ka shama ab tera ye daman chute na
Hai yahi dua teri baho me jina marna hai tere kadmo me

Pahli pahli bar jaga hai pahla pyar tere hi liye
Pahli pahli bar jaga hai pahla pyar tere hi liye
Hai yahi dua tere mere pyar ko nahi lage najar kisi ki
Rab se mangu or kya ho rab se mangu or kya
Hu rab se mangu or kya

MovieZor
SingerGopal Rao, Anuradha Sriram
DirectorSangeeth Sivan
Music ComposerAgosh
LyricistMehboob Kotwal
Star CastSunny Deol, Om Puri, Mohan Agashe, Milind Gunaji, Govind Namdeo, Rana Jung Bahadur, Amrit Patel, Sushmita Sen, Laxmikant Berde, Farida Jalal, Anupam Kher, Dina Pathak

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *