Payal Kare Ye Chham Chham Lyrics  | Mere Sapno Ki Rani | Asrani, Rakesh Bedi | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Payal Kare Ye Chham Chham Lyrics | Mere Sapno Ki Rani | Asrani, Rakesh Bedi | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Payal kare ye chham chham
Chudi kare ye chhan chhan
Ye chham chham kya bole
Ye chhan chhan kya bole
Paas mere aaja tarase mann jaanam
Payal kare ye chham chham
Chudi kare ye chhan chhan
Ye chham chham kya bole
Ye chhan chhan kya bole
Paas mere aaja tarase mann jaanam

Kuchh dekhu to sanam
Main dekhu bas tujhe
Kuchh sochu to sanam
Main sochu bas tujhe
Paayi maine khushiya
Tujhako jo pa liya
Durr nahi jana mujhase
Tu kabhi mere piya
Sath na chhodunga
Tera hath na chhodunga tera
Sang me rahunga
Tere hardam jaanam
Payal kare ye chham chham
Chudi kare ye chhan chhan

Naino ka ye likha
Naino ne padh liya
Is dil ne jo kaha us
Dil ne sun liya
Hothon pe bhi aa gaya
Pyaar hame ho gaya
Maine tujhe tune mujhe
Saathi kab chun liya
Main bani hun tere liye
Tu bana hai mere liye
Tu hai dil mera to main
Hun dhadakan jaanam
Payal kare ye chham chham
Chudi kare ye chhan chhan
Ye chham chham kya bole
Ye chhan chhan kya bole
Paas mere aaja tarase mann jaanam
Payal kare ye chham chham
Chudi kare ye chhan chhan.

MovieMere Sapno Ki Rani
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorK. Raghavendra Rao
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistDev Kohli
Star CastAsrani, Rakesh Bedi, Laxmikant Berde, Sanjay Kapoor, Madhoo, Urmila Matondkar
LabelZee Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *