Pari Pari Lyrics  | Hungama | Aftab Shivdasani, Akshaye Khanna | Babul Supriyo | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Pari Pari Lyrics | Hungama | Aftab Shivdasani, Akshaye Khanna | Babul Supriyo | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Chhun chhan chhanan chhun chhun
Chhun chhan chhanan chhun chhun
Chhun chhan chhanan chhun chhun
Chhun chhan chhanan chhun chhun
Chhun chhan chhanan chhun chhun
Chhun chhan chhanan chhun chhun
Hun pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyaar ho gaya
Haan mujhe usse pyaar ho gaya
Hun pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyaar ho gaya
Haan mujhe usse pyaar ho gaya

Wo chaand taaron ki roshni hai
Wo mandiron kaa diya
Us jaan-e-man ki bas ik
Jhalak ne paagal mujhe kar diya
Hun hun hun wo mere
Saanson ki raagini hai
Wo mere donon jahaan
Wo maang le jo
Mujhse kabhi jo dil
Kyaa use de doon jaan
Hun pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyaar ho gaya
Haan mujhe usse pyaar ho gaya

Jo muskuraa ke dekhaa
Mujhe to huaa meraa dil fidaa
Hai uske jaisi badi suhaani
Us naaznin ki adaa
Hun hun hun usi ke khvaabon
Mein khoya rahtaa
Main aaj kal raat bhar
Subah subah jab main
Aankhen kholoon aaye
Mujhe wo nazar
Hun pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyaar ho gaya
Haan mujhe usse pyaar ho gaya
Hun pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyaar ho gaya
Haan mujhe usse pyaar ho gaya
Hun un un un un mujhe
Usse pyaar ho gaya
Haan mujhe usse pyaar ho gaya.

MovieHungama
SingerBabul Supriyo
DirectorPriyadarshan
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastAftab Shivdasani, Akshaye Khanna, Paresh Rawal, Rimi Sen, Rajpal Yadav
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *