Parabat Se Kaali Ghataa Takaraai Lyrics | Chandni | Asha Bhosle, Vinod Rathod | Shiv Hari

Parabat Se Kaali Ghataa Takaraai Lyrics | Chandni | Asha Bhosle, Vinod Rathod | Shiv Hari

Aa aa parvat se kaali ghataa takraai
Paani ne kaisi ye aag lagaai
Parvat se kaali ghataa takraai
Paani ne kaisi ye aag lagaai
Haay aag lagaai
Dil dene dil lene ki rut aai
Parvat se kaali ghataa takraai
Paani ne kaisi ye aag lagaai
Hey aag lagaai haay aag lagaai

Maare sharam ke mai to simat gai
Chunari meri mujhse lipat gai
Maare sharam ke mai to simat gai
Chunari meri mujhse lipat gai
Aise me tune jo li agadaai
Aise me tune jo li agadaai aag lagaai
Dil dene dil lene ki rut aai
Parvat se kaali ghataa takraai
Paani ne kaisi ye aag lagaai
Hey aag lagaai haay aag lagaai

Masti me aake mai jhum lungaa
Roko mujhe mai tumhe chum lungaa
Ho masti me aake mai jhum lungi
Roko mujhe mai tumhe chum lungi
Masti me aake mai jhum lungi
Roko mujhe mai tumhe chum lungi
Masti me aake mai jhum lungaa
Roko mujhe mai tumhe chum lungaa
Chhedo naa mujhko yu chhodo kalaai
Chhedo naa mujhko yu chhodo kalaai aag lagaai
Dil dene dil lene ki rut aai
Parvat se kaali ghataa takraai
Paani ne kaisi ye aag lagaai
Parvat se kaali ghataa takraai
Paani ne kaisi ye aag lagaai aag lagaai
Dil dene dil lene ki rut aai

MovieChandni
SingerAsha Bhosle, Vinod Rathod
DirectorYash Chopra
Music ComposerShiv Hari
LyricistAnand Bakshi
Star CastRishi Kapoor, Sridevi, Vinod Khanna, Anupam Kher, Sushma Seth, Waheeda Rehman, Juhi Chawla, Achla Sachdev, Meeta Vasisht, Ram Gopal Bajaj, Beena, Manohar Singh, Renu Arya, Anant Mahadevan, Asha Sharma, Suhas Joshi, Lalit Tiwari, Bharat Bhushan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *