Panchhi Ja Pichhe Lyrics  | Sharda | Amir Banu, Shyam Kumar | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Naushad Ali

Panchhi Ja Pichhe Lyrics | Sharda | Amir Banu, Shyam Kumar | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Naushad Ali

Panchhi ja pichhe raha hai
Bachpan mera usko ja ke la
Panchhi ja pichhe raha hai
Bachpan mera usko ja ke la

Main soyi woh chhod gaya
Main soyi woh chhod gaya
Kya jaan naseeb wali
Kya jaan naseeb wali
Aankh khuli leti angdayi
Aankh khuli leti angdayi
Dekhi mast jawani
Dekhi mast jawani
Panchhi ja pichhe raha hai
Bachpan mera usko ja ke la
Panchhi ja pichhe raha hai
Bachpan mera usko ja ke la

Naina nahi khaye bhale
Aaj jawani dhagmag dole
Naina nahi khaye bhale
Aaj jawani dhagmag dole
Jis se hawa ki lehre aaye
Jis se hawa ki lehre aaye
Hum bhi usko ho le
Hum bhi usko ho le
Bolu kya pichhe raha hai
Bachpan mera usko ja ke la
Panchhi ja pichhe raha hai
Bachpan mera usko ja ke la.

MovieSharda
SingerSuraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
DirectorAbdul Rashid Kardar
Music ComposerNaushad Ali
LyricistDeena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Star CastAmir Banu, Shyam Kumar, Miss Mehtab, Nirmala, Badri Prasad, Pratimabai, Baburao Sansare, Ulhas, Wasti
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *