Palkon Pe Chalte Chalte (Female) Lyrics | Daayra – The Square Circle | Asha Bhosle | Anand Milind

Palkon pe chalte chalte
Jab unghne lagti hain
So ja aankhe soti hain to udane lagti hain
Palkon pe chalte calte

Sondhe se aakash pe nile bajre bahte hain
Paankhe jaisi aankhe sapne chugne lagti hain

Pighli hui hain gili chaandni
Kachchi raat ka sapna aaye
Thodi si jaagi thodi si soi
Nind me koi apnaa aaye
Nind me halki khushbu aisi ghulne lagti hain
So ja aankhe soti hain to udane lagti hain
Sondhe se aakash pe nile bajre bahte hain
Paankhe jaisi aankhe sapne chugne lagti hain

Aankho se kahna lori me bahna
Rato ka koi chhor nahi
Tere to aur bhi honge sapne
Mera to koi aur nahi
Bolti aankhe nind me sapne
Sunane lagti hain
So ja aankhe soti hain to udane lagti hain
Sondhe se aakash pe nile bajre bahte hain
Paankhe jaisi aankhe sapne chugne lagti hain

Palkon pe chalte calte
Jab unghne lagti hain
So ja aankhe soti hain to udane lagti hain
Sondhe se aakash pe nile bajre bahte hain
Paankhe jaisi aankhe sapne chugne lagti hain

MovieDaayra - The Square Circle
SingerAsha Bhosle
Music ComposerAnand Milind
LyricistGulzar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *