Aasmaan Bhuja Bhuja Hai (Rehne De) Lyrics | Chanda Ki Doli | Sonu Nigam | Sonu Nigam

Aasmaan Bhuja Bhuja Hai (Rehne De) Lyrics | Chanda Ki Doli | Sonu Nigam | Sonu Nigam

Aasma bujha bujha hain tere bina
Ye samma ruka ruka hain tere bina
Tere jane se fir na aane se
Tu hi ye bata de
Kya kahun jamaane se
Main mera ye jaha suna hain yaha tere bina
Yun jalane se dil dukhane se
Tujhe kya mila
Aazaad aazaad aazaad aazaad
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe tere bin
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de
Teri yaadon se o o
Aazaad aazaad aazaad aazaad
Teri yaadon ka samandr
Jam gaya aankho ke andar
Dard hain ye umar bhar ka
Ab na aayega ye baahar

Jaa chali ja kabhi bhi tu na aana
Ab tere bin teri yaadon me
Har ek din mujhko hain jina
Tere jaane se fir na aane se
Tu hi ye bata de
Kya kahun zamane se
Main mera ye jaha suna hain yaha tere bina
Yun jalaane se dil dukhane se
Tujhe kya mila
Rahne de rahne de rahne de rahne de rahne de rahne de
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe tere bin
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de
Teri yaadon se o o
Aazaad aazaad aazaad aazaad
Tujhko chahunga main hardam
Kahti hain aankhe meri nam
Par tere bin ji jaunga
Aaj bhi aur kal bhi hamdam

Berukhi se mile to achcha hain na miltaa
Tanhaayi mujhe pyaari hain
Ye mera gam rahe nam har ek pal
Tere jaane se fir na aane se
Tu hi ye bata de
Kya kahun jamaane se
Main mera ye jaha suna hain yaha tere bina
Yun jalane se dil dukhaane se
Tujhe kya mila
Rahne de rahne de rahne de rahne de rahne de rahne de

Aasmaan bujha bujha hain tere bina
Ye samma ruka ruka hain tere bina
Tere jaane se fir na aane se
Tu hi ye bata de
Kya kahun jamaane se
Main mera ye jaha suna hain yaha tere bina
Yun jalane se dil dukhaane se
Tujhe kya mila
Aazaad aazaad aazaad aazaad
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe tere bin
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de mujhe
Rahne de rahne de
Teri yaadon se o o
Aazaad aazaad aazaad aazaad
Ye udasi chhaai aise wo akeli raat jaise
Baarisho me bah gaye ab tere mere khwaab jaise
Tujhko chahunga main hardam
Kahti hain aankhe meri nam
Par tere bin ji jaunga
Aaj bhi aur kal bhi hamdam

MovieChanda Ki Doli
SingerSonu Nigam
Music ComposerSonu Nigam
LyricistNusrat Badr

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *