Paida Karke Bhool Gaya Kyon Paida Karne Wala Lyrics | Jeevan Dhaara | Salim Premragi | Laxmikant Pyarelal

Paida Karke Bhool Gaya Kyon Paida Karne Wala Lyrics | Jeevan Dhaara | Salim Premragi | Laxmikant Pyarelal

Paida karke bhul gaya kyu paida karne vala
Mata ne janam diya data ne pala
Feka sadak pe mujhe ghar se nikala
Aisa kya kasur bhala maine kiya hai
Dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
Dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
Dunia ko vo maine diya hai

Dard ban ke mai tumhare dil me ab rahunga
Dard ban ke mai tumhare dil me ab rahunga
Aasu ban ke ab mai tumhari aankho se bahunaga
Aaj tlak tumne kaha aaj mai kahunga
Aaj tlak maine hotho ko siya hai
Dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
Dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Mere to nasibo me likhi thi kharabi
Mere to nasibo me likhi thi kharabi
Maine to sharab pi hai mai to hu sharabi
Tum ho kon tum ne
Tum ho kon tum ne mera khoon kiya hai
Dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
Dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
Dunia ko vo maine diya hai

MovieJeevan Dhaara
SingerSalim Premragi
DirectorT Rama Rao
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastRaj Babbar, Rekha, Amol Palekar, Kanwaljeet Singh, Simple Kapadia, Madhu Kapoor, Sulochana, Kumud Bole, Padma Chavan, Rakesh Roshan, Suresh Chatwal, Karan Razdan, Javed, Baby Pinky, Harish, Rajesh, Prema Narayan, R.R. Venkat Rao, Ramchandra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *