Pahera Do Hoshiari Se Bhai Jagate Rahana Lyrics | International Crook | Mahendra Kapoor | Shankar Jaikishan

Pahera Do Hoshiari Se Bhai Jagate Rahana Lyrics | International Crook | Mahendra Kapoor | Shankar Jaikishan

Pahera do hoshiyari se bhai jagte rahna
Bachana chor bajari se bhai jagte rahna
Pahera do hoshiyari se bhai jagte rahna
Bachana chor bajari se bhai jagte rahna
O shriman o mistar tu jaldi bane manister

Badati dekhi aajadi ke sath sath mahngai
Sabko rote dekha kya dobi kya nayi
O ho mat ro mere lal varna mai bhi ro dunga
Aur is darr ke mare maine
Aur is darr ke mare maine shadi nahi karayi
Shadi nahi karayi
Pahera do hoshiyari se bhai jagte rahna
Bachana chor bajari se bhai jagte rahna
O shriman o mistar tu jaldi bane manister
O shriman o mistar tu jaldi bane manister
Bachana chor bajari se bhai jagte rahna
Pahera do hoshiyari se bhai jagte rahna

Teri aankhe band neend se aur dushman hosiyar
Jag nahi to le dubegi dushman ki lalkar o parji jago
Lut jayega vo desh are lut jayega vo desh
Jiske so jaye pahredar bhai so jaye paharedar

MovieInternational Crook
SingerMahendra Kapoor
DirectorPachhi
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistAziz Kashmiri
Star CastDharmendra, Saira Banu, Feroz Khan, Hiralal, Om Parkesh, Rajan Haksar, Habib, Sulochana Chatterjee, Jagdeep, Manorama, Raj Mehra, Jagdish Raaj, Shetty, Sunder, Jay Shree T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *