( paayal me git hai chham chham ke
Tu laakh chale ri gori tham tham ke ) -2
Paayal me git hai chham chham ke
( tu piyaa se mil kar aa_i hai
Bas aaj teri be-pairaa_i hai ) -2
Dekhegi sapane baalam ke
( tu laakh chale ri gori tham tham ke
Paayal me git hai chham chham ke ) -2
Mai bhi kiyaa thaa pyaar kabhi
Aa_i thi yahi jhanakaar kabhi
Ab git mai gaati hun gam ke
( tu laakh chale ri gori tham tham ke
Paayal me git hai chham chham ke ) -2
( ye jiwan bhar kaa rog sakhi
Tohe pagali kahege log sakhi ) -2
Yaad aayege waade baalam ke
( tu laakh chale ri gori tham tham ke
Paayal me git hai chham chham ke ) -2
| Movie | Gumnaam |
| Singer | Iqbal Bano |
| Director | Anwar Kamal Pasha |
| Music Composer | Mater Inayat Hussain |
| Lyricist | Hakim Ahmad Shuja, Qateel Shifai |
| Star Cast | Sabiha, Ragni, Sudhir, Asif Jah, M. Ismail, Ghulam Muhammad, Himaliya Wala, Nasreen, Seema |

