Soch main hoon zara
Ye kya ho gaya ?
Lag raha hai sab mujhe, naya naya
Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya
Chhidd gaya, aap hi
Tu woh saaz hai
Khul gaya, aap hi
Tu woh raaz hai
Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya
Khwaabon ne guzarishein ki
Aankhon ne shikayatein ki,
Neend aayi na
Haaye
Saanson ne sifarishein ki
Dilon ne himakatein ki,
Huye imtihaan haaye
Dil ko lihaaza pyaar ho gaya
Jaise honthon pe halki si,
Aayi hansi lekin
Aankhein ye gili ho,
Tu hai woh aansoon, jaaniya
Ho o
Waise nadaan hoon, hairaan hoon
Thoda pareshaan hoon
Samjhaaun kya khud ko,
Hans doon ya ro doon, jaaniya
Haan..
Jaagi inn khaahishon ko,
Kaise main sulaaun, jaaniya
Jo bhi ho raha hai,
Kaise main chupaaun, jaaniya
Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya.
| Movie | Wedding Pullav |
| Singer | Raj Pandit, Salim Merchant, Shreya Ghoshal |
| Director | Binod Pradhan |
| Music Composer | Salim Merchant, Sulaiman Merchant |
| Lyricist | Irfan Siddique |
| Star Cast | Anushka Ranjan, Diganth Manchale, Karan Grover, Sonalli Sehgall, Rishi Kapoor, Satish Kaushik, Parmeet Sethi, Kitu Gidwani, Himani Shivpuri, Upasna Singh, Tripta Lakhanpal |
| Label | Zee Music Company |
