O Suno Suno Suno Suno Re Rasiya Lyrics | Jhanak Jhanak Payal Baaje | Lata Mangeshkar | Vasant Desai

O suno suno suno suno suno jee aa
O suno suno suno suno re rasiya, ho mann basiya
Kuchh kuchh tumase bole ankhiya
O kuchh kuchh tumase bole ankhiya

Dekh dekh tohe aasha nache
Chhak chhum chhum chhum – (2)
Chhak chhum chhum, jhum jhum man bina baje
Tara tum tum tum -3, tara tum tum
Katatee nahee ratiya, ho rasiya katatee nahee ratiya

Kuchh kuchh tumse bole ankhiya
Ho suno suno suno suno jee more rasiya, ho mann basiya
Kuchh kuchh tumse bole ankhiya

Khol khol re mann ke kiwadiya
Mere bain mere nain, mere bain more shyam
Hath jod ke aai gujariya
Mere tan mere mann, meraa dhan meraa pran
Binatee karu chhaliya ho rasiya binatee karu chhaliya
Kuchh kuchh tumse bole ankhiya

Jhut muth kee rar ko chhodo
Mere raj mere pyar, mere taj mere har
Prem pyaar kee dor na todo
Mere mor mere chor, more or mere shor – (2)
Jan gayee batiya ho rasiya jan gayee batiya
Kuchh kuchh tumase bole ankhiya
Ho suno suno suno suno re rasiya, ho mann basiya
Kuchh kuchh tumase bole ankhiya

Suno suno suno suno re rasiya, ho mann basiya
Kuchh kuchh tumase bole ankhiya
O kuchh kuchh tumase bole ankhiya

MovieJhanak Jhanak Payal Baaje
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerVasant Desai
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *