O Priyaa, Tumasaa Nahin Koi Priyaa Lyrics | Kahin Pyar Na Ho Jaye | Alka Yagnik, Kamaal Khan, Kumar Sanu, Nitin Mukesh | Himesh Reshammiya

O Priyaa, Tumasaa Nahin Koi Priyaa Lyrics | Kahin Pyar Na Ho Jaye | Alka Yagnik, Kamaal Khan, Kumar Sanu, Nitin Mukesh | Himesh Reshammiya

O priya o priya priya tumsa nahi koi priya
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya
Tu khush rahe jaha bhi rahe ye mere dil ki dua
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya
Tu khush rahe jaha bhi rahe ye mere dil ki dua
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya

Tum ko mil gaya saathi pyaar ka
Hamse chhin gaya daaman yaar ka
Tum ko mil gaya saathi pyaar ka
Hamse chhin gaya daaman yaar ka
Kahna bahut hai lekin ghadiya aaj hai kam
Teri har baat vo pahali mulaakaat
Hamko rulaayegi tere baad
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya

Milna bichhadna uske haath hai
Banana savarna kismat ki baat hai
Milna bichhadna uske haath hai
Banana savarna kismat ki baat hai
Kathputali hai ham saare kar le tu yaki
Dilavaale kabhi maane nahi haar
Kar le tu bharosa mere yaar
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya

Apne dil ki baat kah di sabhi ne
Mere dil ki baat na jaani kisi ne
Apne dil ki baat kah di sabhi ne
Mere dil ki baat na jaani kisi ne
Tum kya hamaare ho ye koi jaane naa
Bite huye pal
Vo hansta hua kal
Kaise bhul paayege bhala
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya
Tu khush rahe jahaa bhi rahe ye mere dil ki duaa
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya
O priya o priya priya tumsa nahi koi priya

MovieKahin Pyar Na Ho Jaye
SingerAlka Yagnik, Kamaal Khan, Kumar Sanu, Nitin Mukesh
DirectorK Murali Mohan Rao
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSudhakar Sharma
Star CastSalman Khan, Rani Mukherjee, Jackie Shroff, Kashmira Shah, Raveena Tandon, Pooja Batra, Inder Kumar, Shakti Kapoor, Mohnish Behl, Reema Lagoo, Baby Gazala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *