O mama
O mama
O mama
O mama
Dil se hi ab sochta hai dil mera
O mama
O mama
Sar ko aksar nochta hai dil mera
O mama
O mama
Ab khair toh nahin
Koi bair toh nahin
Dushman jiye mera
Woh bhi gair toh nahi
Jo dil gaya gaya
O mama
O mama
O mama
Kanche maare
Billi jaisi
Aankhon wali
Ik myaun si ladki
O mama
O mama
Unghe kabhi
Sunghe kabhi
Jhanke kabhi
Aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama
O mama
Aise dabe paon aaye woh ki chaap na ho
O mama
O mama
Khwaab me mil jaaye lekin woh khwaab na ho
O mama
O mama
Umeed toh nahin phir bhi umeed ho
Koi toh iss tarah
Aashiq shaheed ho
Koi gaya gaya
O mama
O mama
O mama
Kanche maare
Billi jaisi
Aankhon wali
Ik myaun si ladki
O mama
O mama
Unghe kabhi
Sunghe kabhi
Jhanke kabhi
Aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama
O mama
O mama
| Movie | 7 Khoon Maaf |
| Singer | K. K. |
| Director | Vishal Bhardwaj |
| Music Composer | Vishal Bhardwaj |
| Lyricist | Gulzar |
| Star Cast | Priyanka Chopra, John Abraham, Neil Nitin Mukesh, Naseruddin Shah, Irrfan Khan, Anu Kapoor, Usha Uthup, Aleksandr Dyachenko |

