Nyay Yahi Hai Tumhara Lyrics | Dulha | Amirbai Karnataki | Gyan Dutt

Nyay Yahi Hai Tumhara Lyrics | Dulha | Amirbai Karnataki | Gyan Dutt

Nyay yahi hai tumhara
Nyay yahi hai tumhara
Prem ke dewta aasha ke data
Nyay yahi hai tumhara
Prem ke dewta aasha ke data
Nyay yahi hai tumhara

Pyar ka mara patnga ek
Man ke mit pe bali bal jaye
Pyar ka mara patnga ek
Man ke mit pe bali bal jaye
Us ki jiwan jyot bhujha ke
Us ki jiwan jyot bhujha ke
Dipak ne ujiyara
Nyay yahi hai tumhara

Pahle to pyar se hath pakad lo
Moh ke jaal me bilkul jakad lo
Pahle to pyar se hath pakad lo
Moh ke jaal me bilkul jakad lo
Inke bavre naina se chalak
Inke bavre naina se chalak
Aap hai chalu sahara
Nyay yahi hai tumhara

He dev aaye charn apna
Prem ke saiya bhavr se bachao
He dev aaye charn apna
Prem ke saiya bhavr se bachao
Dub gayi to puchega tum se
Dub gayi to puchega tum se
Nyay yahi hai tumhara
Prem ke dewta aasha ke data
Nyay yahi hai tumhara

MovieDulha
SingerAmirbai Karnataki
Music ComposerGyan Dutt
LyricistB R Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *