Nindiya Kho Kar Nain Hanse Lyrics | Insaaf Ka Mandir | Asha Bhosle | Sapan Jagmohan

Nindiya khokar nain hanse
Nindiya khokar nain hanse
Nindiya khokar nain hanse
Chain lutakar man muskaye
Chain lutakar man muskaye
Nindiya khokar nain hanse
Nindiya khokar nain hanse

Kabhi kabhi raaton me yaad jo aaye
Jhuki jhuki aankho me khaab sajaye
Raah me dekhu aas lagaye
Raah me dekhu aas lagaye
Nindiya khokar nain hanse
Chain lutakar man muskaye
Nindiya khokar nain hanse

Dabi dabi saanso me pyar ke shole
Jab jab dekhu tumhe dil mera dole
Payal mori jhum ke gaaye
Payal mori jhum ke gaaye
Nindiya khokar nain hanse
Chain lutakar man muskaye
Nindiya khokar nain hanse

Ghadi ghadi shokh pawan lahraye
Kali kali pyar ke geet sunaye
Dil dhadke pag ruk ruk jaye
Dil dhadke pag ruk ruk jaye
Nindiya khokar nain hanse
Nindiya khokar nain hanse
Chain lutakar man muskaye
Chain lutakar man muskaye
Nindiya khokar nain hanse
Nindiya khokar nain hanse
Nindiya khokar nain hanse

MovieInsaaf Ka Mandir
SingerAsha Bhosle
DirectorB R Ishara
Music ComposerSapan Jagmohan
LyricistAnwar Sahasrami
Star CastPrithviraj Kapoor, Sanjeev Kumar, Sneh Lata, Nadira, Aruna Irani, Sapru, Tarun Bose, Asit Sen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *