Nind kabhi rahti thi aankho me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Chain kabhi rahta tha is dil me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Log mujhse kahe dekho udhar nikla hai chaand
Kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand
Chand kabhi rahta tha nazro me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Jhuth boli pavan kahne lagi aayi bahaar
Ham baag me gaye dekha vaha pyaar hi pyaar
Phool rahte honge chaman me kabhi
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Baat pahle bhi aur tufaan se darte the ham
Baat ab aur hai ab hai hame kaahe ka gam
Saath kabhi maanjhi the sang lekin
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Nind kabhi rahti thi aankho me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
| Movie | Aasra |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Satyen Bose |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Biswajeet, Mala Sinha, Ameeta, Jagdeep, Balraj Sahni, Nirupa Roy, David, Bela Bose, Farida Dadi, Master Shahid, Laxmi Chhaya, Polsan, Sabina, Lata Arora, Archana Kapoor, Narbada Shankar |

