Nigore Mardo Ka Kahan Dil Bharta Hai Lyrics | Ram Avtar | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Nigore Mardo Ka Kahan Dil Bharta Hai Lyrics | Ram Avtar | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Niyat buri chhupti nahi
Aadat buri chhutati nahi
Nigode mardo ka kaha dil bharta hai
Nigode mardo ka kaha dil bharta hai
Naya kuch ho jaye naya kuch ho jaye
Yahi dil karta hai
Nigode mardo ka kaha dil bharta hai
Naya kuch ho jaye yahi dil karta hai

Kisi pe dil tera na main aane dungi
Tujhe ghar se bahar nahi jane dungi
Balam mera shokin hai dil ka bada rangin hai
Ye panchhi ud na jaye mera dil darta hai
Ye panchhi ud na jaye mera dil darta hai
Naya kuch ho jaye yahi dil karta hai
Nigode mardo ka kaha dil bharta hai
Naya kuch ho jaye yahi dil karta hai

Gulabi aankho se kharabi kar dalu
Gulabi aankho se kharabi kar dalu
Idhar aa main tujhko sharabi kar dalu
Idhar aa main tujhko sharabi kar dalu
Chain tumhe aata nahi
Bade harjai ho ye kahna padta hai
Bade harjai ho ye kahna padta hai
Naya kuch ho jaye yahi dil karta hai
Nigode mardo ka kaha dil bharta hai
Naya kuch ho jaye naya kuch ho jaye
Yahi dil karta hai

MovieRam Avtar
SingerAnuradha Paudwal
DirectorSunil Hingorani
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastAnil Kapoor, Sridevi, Sunny Deol, Subiraj, Shakti Kapoor, Bharat Bhushan, Yunus Parvez, Manek Irani, Dinesh Hingoo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *