Najaro Se Aaj Dil Me Samane Kee Rat Hai Lyrics | Gambler | Lata Mangeshkar, Mukesh | Chitragupt

Najaro se aaj dil me samane kee rat hai
Yeh rat toh nasib jagane kee rat hai

Sun lo jara karib se yeh dil kee dhadkane
Yeh dil kaa hal sunane sunane kee rat hai
Najaro se aaj…….

Kadmo me kyon bichhee huyee hai aaj chandanee
Palko pe chandanee ko bithane kee rat hai
Najaro se aaj…….

Dekho falak kee mang sitaro se bhar gayee
Julfo me bhee sitare sajane kee rat hai
Najaro se aaj…….

MovieGambler
SingerLata Mangeshkar, Mukesh
Music ComposerChitragupt
LyricistPrem Dhawan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *