Na Modiye Badhta Qadam Lyrics  | Saavan Ki Aahat Se | Raju Magare | Raju Magare | Suneet Borgaonkar

Na Modiye Badhta Qadam Lyrics | Saavan Ki Aahat Se | Raju Magare | Raju Magare | Suneet Borgaonkar

Na na na modiye badhta qadam
Na na na modiye badhta qadam
Raahi aage chal aage chal aage hi chal
Na na na modiye badhta qadam

Sapne poore honge tere
Gar hogi teri sachchi lagan
Sapne poore honge tere
Gar hogi teri sachchi lagan
Barsenge baadal gaayenga ambar
Khil jaayega phirse ujhda chaman
Na na na modiye badhta qadam

Armaan adhure honge poore
Gar hogi tujh mein sachchi agan
Armaan adhure honge poore
Gar hogi tujh mein sachchi agan
Naam se tere jhoomega aalam
Beh jaayenge sang sang khushboo pavan
Na na na modiye badhta qadam
Na na na modiye badhta qadam
Raahi aage chal aage chal aage hi chal
Na na na modiye badhta qadam
Na na na modiye badhta qadam.

MovieSaavan Ki Aahat Se
SingerRaju Magare
DirectorMohan Zine
Music ComposerSuneet Borgaonkar
LyricistRaju Magare
Star CastRaju Magare
LabelYellow & Red Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *