Main Toh Na Bhoola Lyrics  | Saavan Ki Aahat Se | Raju Magare | Raju Magare | Suneet Borgaonkar

Main Toh Na Bhoola Lyrics | Saavan Ki Aahat Se | Raju Magare | Raju Magare | Suneet Borgaonkar

Tu bhool sakti main toh na bhoola
Dil mein basi hai yaadein teri
Tu bhool sakti main toh na bhoola
Dil mein basi hai yaadein teri
Tu bhool sakti main toh na bhoola

Dil tadpaya neend churaai
Bechain kar gayi teri bewafaai
Dil tadpaya neend churaai
Bechain kar gayi teri bewafaai
Aankhon mein teri khoya thaa aise
Phoolo mein khushboo rehti hai jaise
Tu bhool sakti main toh na bhoola
Dil mein basi hai yaadein teri
Tu bhool sakti main toh na bhoola

Sapne dikha ke aash laga ke
Door gayi tu o harzaai
Sapne dikha ke aash laga ke
Door gayi tu o harzaai
Shikva kiya tha maine na tumse
Rishta mera joda tune gham se
Tu bhool sakti main toh na bhoola
Dil mein basi hai yaadein teri
Yaadein teri..yaadein teri..
Yaadein teri..yaadein teri..

MovieSaavan Ki Aahat Se
SingerRaju Magare
DirectorMohan Zine
Music ComposerSuneet Borgaonkar
LyricistRaju Magare
Star CastRaju Magare
LabelYellow & Red Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *