Na Jaane Kya Hai Lyrics | Kuch Kuch Locha Hai | Asees Kaur, Jubin Nautiyal | Amjad Nadeem

Naa jaane kya hain tum se wasata…
Pehara tera ye nighaon pe chaya
Mein chal diya hoon tere piche bann ke saya
Pakeezgi hain aadaon mein teri
Chokat pe teri mein dil rakh aaya
Ab tu thame ya chode ab tu jode ya toade
Dil mera mujhse bole koi to hai tumse raabata
Naa jaane kya hain tum se wasata…

Tu pass aa doon bata tere sang mujhe khwabon ko sajana hain
Dil bezubaan keh raha tere wasate hua ye aashiqana hain
Tere chehare se hatati nahi hai nazar
Ab baitha hain mera dil zidd par
Ab tu thame ya chode ab tu jode ya toade
Dil mera mujhse bole koi to hai tumse raabata
Naa jaane kya hain tum se wasata…

Ab tu jahan mein wahan teri galiyaaon mein mera tho thikaana hain
Mujhko laage aise jaise ki natha apana chand se bhi jada poorana hain
Bin tere meri saasein mujhsi kafan kar de tu karam hoton se keh de haan
Ab tu thame ya chode ab tu jode ya toade
Dil mera mujhse bole koi to hai tumse raabata
Naa jaane kya hain tum se wasata…

MovieKuch Kuch Locha Hai
SingerAsees Kaur, Jubin Nautiyal
Music ComposerAmjad Nadeem
LyricistSanjeev Chaturvedi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *