Na Jaane Kab Se Ummide Kuchh Baki Hai ( Aadat) Lyrics | Jal Pari (Album) | Atif Aslam | Atif Aslam

Na Jaane Kab Se Ummide Kuchh Baki Hai ( Aadat) Lyrics | Jal Pari (Album) | Atif Aslam | Atif Aslam

Na jane kab say
Umeedein kuch baqi hain
Mujhe phir bhi teri yaad kyo aati hai
Na jane kab say

Door jitna bhi tum mujh say pass teray mein
Ab tu aadat si hai mujhko aisa jeena mein
Zindagi say koii shikwa hi nahin hai
Ab tu zinda hon mein is neelay asmaan mein

Chahat aisi hai yeah teri badhati jaye
Aahat aisi hai yeah teri mujhko sataye
Yadein gehreen hai itni dil doob jaye
Aur ankhon mein yeah ghumm num ban jaye

Ab tu aadat si hai mujhko aisa jeena mein
Sabhi raatein hai sabhi batein hai
Bhula do unhai mita do unhain
Aab tu aadat si hai mujhko

MovieJal Pari (Album)
SingerAtif Aslam
Music ComposerAtif Aslam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *