Mushkil Bada Yeh Pyaar Hai Lyrics  | Gupt: The Hidden Truth | Bobby Deol, Manisha Koirala | Alka Yagnik, Udit Narayan | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Mushkil Bada Yeh Pyaar Hai Lyrics | Gupt: The Hidden Truth | Bobby Deol, Manisha Koirala | Alka Yagnik, Udit Narayan | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Becheiniyaan betaabiyaan
Becheiniyaan betaabiyaan
Ye dooriyaan majbooriyaan
Ye dooriyaan majbooriyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai

Madhoshiyaan khaamoshiyaan
Madhoshiyaan khaamoshiyaan
Oonchaaiyaan gehraaiyaan
Oonchaaiyaan gehraaiyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai

Aw ho aw ho
Aw ho aw ho
Aw ho aw ho
Aw ho aw ho

Tanhaaiyaan parchhaaiyaan
Purvaaiyaan shehnaaiyaan
Angdaaiyaan rrusvaaiyaan
Chingaariyaan dushvaariyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai

Naadaniyaan beimaaniyaan
Hairaaniyaan manmaaniyaan
Kurbaaniyaan diljaaniyaan
Pashemaaniyaan pareshaaniyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai

Ye paheliyaan atkeliyaan
Ye jawaaniyaan deewaniyaan
Veeraniyaan hariyaaliyaan
Aabaadiyaan barbaadiyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai.

MovieGupt: The Hidden Truth
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorRajiv Rai
Music ComposerVijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
LyricistAnand Bakshi
Star CastBobby Deol, Manisha Koirala, Kajol
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *