Baarish Aayi Hai Lyrics | Arun Dev Yadav, Ishika Hirve

Baarish Aayi Hai Lyrics | Arun Dev Yadav, Ishika Hirve

Thandi Hawaayein Chal Rahi Hain
Mausam Gulaabi Ho Raha Hai
Thandi Hawaayein Chal Rahi Hain
Mausam Gulaabi Ho Raha Hai

Baaton Mein Teri Hai Nasha Humein
Halka Nasha Bhi Ho Raha Hai
Bheegu Main Tere Saath Saari Saari Raat

Kaali Ghata Ye Chhaayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Baarish Aayi Hai

Tu Haseen Main Jawaan Bheega Bheega Hai Samaa
Chhod Do Na Sharmaana Mere Paas Aao Na
Faasle Ye Dooriyaan Na Rahein Darmiyaan
Mujhe Seene Se Lagaao Aise Tadpaao Na

Kaali Ghata Ye Chhaayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Baarish Aayi Hai

Baarishon Ka Ye Nasha Aise Chadhne Laga
Mere Haathon Se Dil Ye Fisalne Laga
Ho Gayi Hoon Bekhabar Saari Duniya Se Main
Mujhe Seene Se Laga Dil Machalne Laga

Kaali Ghata Ye Chhaayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Dekho Na Dekho Na Baarish Aayi Hai
Baarish Aayi Hai

SingerArun Dev Yadav, Ishika Hirve
Music ComposerSarika Chaturvedi
LyricistSanjeev Chaturvedi
LabelSur Music Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *