Musafiron Ka Koyi Aitbaar Mat Karna Lyrics | Dil Nawaaz | Ashok Khosla | Ashok Khosla | Ashok Khosla

Musafiron ka koyi aitbaar mat karna
Musafiron ka koyi aitbaar mat karna
Jahan mile the wahan intazaar mat karna
Musafiron ka koyi aitbaar mat karna

Main bach gaya hoon magar saare khaab dub gaye
Main bach gaya hoon magar saare khaab dub gaye
Main bach gaya hoon magar saare khaab dub gaye
Meri tarah se samandar ko paar mat karna
Musafiron ka koyi aitbaar mat karna

Tumhari yaad kisi din agar na aaye mujhe
Tumhari yaad kisi din agar na aaye mujhe
Tumhari yaad kisi din agar na aaye mujhe
Meri hayat mein woh din shumaar mat karna
Musafiron ka koyi aitbaar mat karna

Main neend hoon meri had hain tumhari palko tak
Main neend hoon meri had hain tumhari palko tak
Main neend hoon meri had hain tumhari palko tak
Badan jala ke meri intazaar mat karna
Musafiron ka koyi aitbaar mat karna

Musafiron ka koyi aitbaar mat karna
Jahan mile the wahan intazaar mat karna
Musafiron ka koyi aitbaar mat karna.

MovieDil Nawaaz
SingerAshok Khosla
Music ComposerAshok Khosla
Star CastAshok Khosla
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *