Murgi Wala Apni Murgian Lyrics | Love Marriage | Kishore Kumar | Anu Malik

Murgi Wala Apni Murgian Lyrics | Love Marriage | Kishore Kumar | Anu Malik

Aahe unse huyi ya galla ya galla
Dil ye bola bismillah bismillah allah
Unse huyi ya galla ya galla
Dil ye bola bismillah bismillah allah
Murgi walo kukdu ku
Murgi walo apni murgiya sambhalo
Murga mera jawan ho gaya
Khake badam aur pista
Pattha pahalwan ho gaya
Are pattha pahalwan ho gaya
Ar baba pattha pahalwan ho gaya
Ha unse huyi ya galla ya galla
Dil ye bola bismillah bismillah allah

Aa aa aa aa aa aa
Gori hai murgi murga hai kala
Har ek murgi ka
Har ek murgi ka chahne wala
Gori hai murgi murga hai kala
Har ek murgi ka chahne wala
Karda ae papi gadbad ghotala
Desi ko taake anreji ko jhanke
Murga bada shaitan ho gaya
Murgi walo
Murgi walo apni murgiya sambhalo
Murga mera jawan ho gaya
Khake badam aur pista
Pattha pahalwan ho gaya
Are pattha pahalwan ho gaya
Ar baba pattha pahalwan ho gaya
Aa aa aa aa aa aa

Aa aa aa aa aa aa
Jab ho savera deta sadaye
Jab ho savera deta sadaye
Rahti hai murgiyo pe iski nigahe
Bechain wo bhi hai bechain ye bhi hai
Aur kya kaisa hai

Ha d d da da d d da da
D d da da d d da da

Dard mere dil ka kam hoga ke nahi
Amoy
Dard mere dil ka kam hoga ke nahi
Amoy
Bol radha bol sangam hoga ke nahi
Amoy
Bol radha bol sangam hoga ke nahi
Amoy
Dard mere dil ka kam hoga ke nahi
Amoy amoy
Dard mere dil ka kam hoga ke nahi

Allah allah allah
Allah allah
Oye oye oye oye
Ae allah
Oye allah allah allah

MovieLove Marriage
SingerKishore Kumar
DirectorMehul Kumar
Music ComposerAnu Malik
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastAnil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Mehmood, Asrani, Utpal Dutt, Aruna Irani, Shreeram Lagoo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *