Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahisho ka karaar mumkin hai
Ik nayi parwah mumkin hai ho
Mumkin hai mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi me likha
Justuju rang layi hai kuchh iss tarah
Dil ki har aarzoo muskuraane lagi
Aasman meherbaan ho gaya
Aur zameen gungunaane lagi hai
Mumkin hai
Mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khushnuma dil zubaan choodiya pehan kar
Har kalai chanak ne khanak ne lagi
Kaano ki baaliya bol uthi hain
Geet hontho pe yu aane lage hain
Mumkin hai
Mumkin hai bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahisho ka karaar
Mumkin hai
Ik nayi parwah
Mumkin hai ho
| Movie | Bol |
| Singer | Ahmad Jahanzab, Shuja Haider |
| Director | Shoaib Mansoor |
| Music Composer | Shoaib Mansoor |
| Lyricist | Shoaib Mansoor |
| Star Cast | Atif Aslam, Iman Ali, Mahira Khan, Humaima Malick, Shafqat Cheema, Manzar Sehbai, Zaib Rehman, Amr Kashmiri |

