Lata:
Mujhe tum se bahot hai pyaar – 2
Bahot hai pyaar
Rafi:
Nahin ji zaraa-zaraa – 2
Lata:
Itani na karo takaraar – 2
Bahot hai pyaar
Rafi:
Nahin ji zaraa-zaraa – 2
Lata:
O..o…o..
Duniya bhar ki khushiyaan chhodoon – 2
Tum se muhn na modoon – 2
Rafi:
Khel ke apani jaan pe bhi mein
Tum se naata jodoon – 2
Lata:
Ye baat galat sarakar – 2
Galat sarakar
Rafi:
Nahin ji zaraa-zaraa – 2
Lata:
Mujhe tum se bahot hai pyaar – 2
Bahot hai pyaar
Rafi:
Nahin ji zaraa-zaraa – 2
Posted by: p u r n i m a
| Movie | Khazaana |
| Singer | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi |