Mujhe Pyar Hua Lyrics  | Judaai | Anil Kapoor, Sridevi | Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Mujhe Pyar Hua Lyrics | Judaai | Anil Kapoor, Sridevi | Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhse milne julne ke mil gaye bahaane
Nazar mili aise ki ban gaye fasaane
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan
Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya.

MovieJudaai
SingerAbhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
DirectorRaj Kanwar
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastAnil Kapoor, Sridevi, Urmila Matondkar
LabelVenus

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *