Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Na hote juda hum
Na yu aaj rote
Na hote juda hum
Na yu aaj rote
Na yu aaj rote
Na yu aaj rote
Kabhi do kadam hi badhaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Main duniya ke aage ye sar na jhukati
Main duniya ke aage ye sar na jhukaati
Ye sar na jhukati
Ye sar na jhukati
Tera hath
Hatho mein aaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Zamana bhala kya mujhe rok paata
Zamana bhala kya mujhe rok paata
Mujhe rok paata
Mujhe rok paata
Mera hausla kuch badhaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
| Movie | Mehboob Mere |
| Singer | Anuradha Paudwal |
| Music Composer | Anwar |
| Lyricist | Ekhlas |

