Mujhe huzur tumse pyar hai
Tumhi pe zindagi nisar hai
Mujhe huzur tumse pyar hai
Tumhi pe zindagi nisar hai
Mere karib aake dekh lo
Mujhe gale lgake dekh lo
Huzur aazma ke dekh lo
Nazar ka tir dil ke par hai
Mujhe huzur tumse pyar hai
Tumhi pe zindagi nisar hai
Idhar ye rat ki jawaniya
Udhar tumhari meharbaniya
Bani hai pyar ki khaniya
Ye rat ek yadgar hai
Mujhe huzur tumse pyar hai
Tumhi pe zindagi nisar hai
Mujhe huzur tumse pyar hai
Tumhi pe zindagi nisar hai
| Movie | Son Of India |
| Singer | Geeta Dutt |
| Director | Mehboob Khan |
| Music Composer | Naushad |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |
| Star Cast | Kamaljeet, Kumkum, Sajid Khan, Jayant, Kanahaiya Lal, Mukri, Simi Garewal, Tun Tun, Kumar, Lilian |

