Mujhe Apni Bahon Me Lelo, Mujhe Duniya Se Dar Lagta Hai Lyrics | Chauraha | Suresh Wadkar, Sadhana Sargam | Laxmikant Pyarelal

Mujhe Apni Bahon Me Lelo, Mujhe Duniya Se Dar Lagta Hai Lyrics | Chauraha | Suresh Wadkar, Sadhana Sargam | Laxmikant Pyarelal

Mujhe apni baho me lelo
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Meri janam meri jan hai tu
Meri janam meri jan hai tu
Tera koi kya kar sakta hai
Tera koi kya kar sakta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai

Mera rasta kyu rok liya kyu rok liya
Mera rasta kyu rok liya
Raste pe nain bichane hai
Raste pe nain bichane hai
Julfo se khel rahe ho kyu
Julfo se khel rahe ho kyu
Julfo me phul khilane hai
Julfo me phul khilane hai
Dil me aisi bechini ho to
Phul bhi khanjar lagta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai

Ek pyase tere hotho par hotho par
Ek pyase tere hotho par
Tumne kaise pahchan liya
Tumne kaise pahchan liya
Ek aag lagi hai hai sine me
Ek aag lagi hai hai sine me
Ye tumne kaise jan liya
Ye tumne kaise jan liya
Ek teer sa teri najro se
Mere dil par lagta hai
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai
Meri janam meri jan hai tu
Meri janam meri jan hai tu
Mujhe apni baho me lelo
Mujhe dunia se dar lagta hai
Mujhe dunia se dar lagta hai

MovieChauraha
SingerSuresh Wadkar, Sadhana Sargam
DirectorSadaqat Husain
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Jackie Shroff, Jaya Prada, Ashwini Bhave, Sadashiv Amrapurkar, Farha, Alok Nath, Shammi, Danny Denzongpa, Shakti Kapoor, Vikas Anand, Sulabha Deshpande, Sunil Dhawan, Avtar Gill, Bharat Kapoor, Mac Mohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *