Mohabbat ne kya kya tamaashe dikhaye
Jise dil bhulaaye wahi yaad aaye
Wahi yaad aaye
Mohabbat ne kya kya tamaashe dikhaye
Jise dil bhulaaye wahi yaad aaye
Wahi yaad aaye
Idhar yaad teri udhar hai jamana
Udhar hai jamana
Idhar yaad teri udhar hai jamana
Udhar hai jamana
Bata janewale
Bata janewale
Kidhar koi jaye
Jise dil bhulaaye wahi yaad aaye
Wahi yaad aaye
Jo puchhu mai dil se to dil mujhse puchhe
Dil mujhse puchhe
Jo puchhu mai dil se to dil mujhse puchhe
Dil mujhse puchhe
Ye kya ho gaya
Ye kya ho gaya
Aaj baithe bithaye
Jise dil bhulaaye wahi yaad aaye
Wahi yaad aaye
Mohabbat ne kya kya tamaashe dikhaye
Jise dil bhulaaye wahi yaad aaye
Wahi yaad aaye
| Movie | Maalkin |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | O P Dutta |
| Music Composer | Roshan |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Sajjan, Nutan, Purnima Razi, Durga Khote, Pran, Gope, Raj Mehra, Yakub |

