Muddaton Lyrics  | The Dark Side of Life: Mumbai City | Alisha Seema Khan | Amit Mishra | Shaan Asif Raj

Muddaton Lyrics | The Dark Side of Life: Mumbai City | Alisha Seema Khan | Amit Mishra | Shaan Asif Raj

Tujhse bichhad ke bhi main
Kahin tujhmein reh gaya x (2)

Phir tanha yun hua
Ke main khud se bichhad gaya x (2)

Muddaton roya karenge tere bin
Bas tujhe socha karenge raat din x (2)

Tu nahi to zindagi bhi
Ajnabi si ho gayi
Gham ki chaadar odh kar
Har khushi bhi so gayi

Ab to bas tanhaiyan
Tanhaiyan reh gayi
Mere andar aur baahar
Ek kami si ho gayi

Muddaton roya karenge tere bin
Bas tujhe socha karenge raat din x (2)

Rooh ki gehraiyon mein
Dard ka sailab hai
Ishq ka betaab dil
Tukde tukde khwaab hain

Ab to hain bechainiyan
Bechainiyan har kahin
Mujhe lagta hai aisa
Ab mera koyi nahi

Muddaton roya karenge tere bin
Bas tujhe socha karenge raat din x (2)

MovieThe Dark Side of Life: Mumbai City
SingerAmit Mishra
Music ComposerShaan Asif Raj
LyricistAzeem Shirazi
Star CastAlisha Seema Khan, Avii, Deepraj Rana, Gul Hameed, Mahesh Bhatt, Nikhil Ratnaparkhi
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *