Muddat Ki Tamannao Ka Sila Lyrics  | Kaajal | Meena Kumari, Raaj Kumar | Mahendra Kapoor | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Muddat Ki Tamannao Ka Sila Lyrics | Kaajal | Meena Kumari, Raaj Kumar | Mahendra Kapoor | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Muddat ki tamannao ka sila
Jazbaat ko ab mil jane do
Muddat ki tamannao ka sila
Jazbaat ko ab mil jane do
Jis tarah mili hai do rahe us
Tarah se lab mil jane do
Muddat ki tamannao ka sila

Sine se hata dun aanchal ko
Shane se jhatak do zulfo ko
Sine se hata dun aanchal ko
Shane se do zulfo ko
Shane se jhatak do zulfo ko
Jati hui rangeen ghadiyo ko
Rukhne ka sabab mil jane do
Muddat ki tamnao ka sila

In paak gunaho ki ghadiya
Aati hai magar har raat nahi
In paak gunaho ki ghadiya
Aati hai magar har raat nahi
Aati hai magar har raat nahi
Is raat me sab kho jane do
Is raat me sab mil jane do
Muddat ki tamnao ka sila.

MovieKaajal
SingerMahendra Kapoor
DirectorRam Maheshwari
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastMeena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *