Mrigtrishnaa Lyrics | The Awakening (Album) | Shubha Mudgal | Gaurav Issar

Mrigtrishnaa Lyrics | The Awakening (Album) | Shubha Mudgal | Gaurav Issar

Mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna
Mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna
Mrigtrishna

Jivan me sukh pane ki to
Sabko hai tarishna
Kaam ki trishna
Daam ki traishna
Naam ki hai trishna
Jivan me sukh pane ki to
Sabko hai tarishna
Kaam ki trishna
Daam ki traishna
Naam ki hai trishna
Anokhi pyas hai ye trishna
Mano ki aas hai ye trishna
Madhur vishwas hai ye trishna
Bandhi hai saans me ye trishna
Mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna

Kaali kaali raat ko
Prabhat ki hai trishna
Aaye jo prabhat
Usko saanjh ki hai trishna
Aaye jo prabhat
Usko saanjh ki hai trishna
Saanjh ki laali ko phir
Raat ki hai trishna
Mrig jaise dhundhe jivan bhar
Kya hai ye trishna
Anokhi pyas hai ye trishna
Mano ki aas hai ye trishna
Madhur vishwas hai ye trishna
Bandhi hai saans me ye trishna
Mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna

Bhanwaro me phulo ki trishna
Se pagalpan chhaya
Lakh bujhayi pyas magar
Na chain kabhi hai paya
Lakh bujhayi pyas magar
Na chain kabhi hai paya
Bhanwar ke jaise ghume phir bhi
Mite na ye trishna
Sara jag bhula hai
Kiski sach me hai trishna
Anokhi pyas hai ye trishna
Mano ki aas hai ye trishna
Madhur vishwas hai ye trishna
Bandhi hai saans me ye trishna
Mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna

MovieThe Awakening (Album)
SingerShubha Mudgal
Music ComposerGaurav Issar
LyricistShyam Anuragi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *