Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
Mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo
Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
Sambhale na aaj piya jaane kyun mera jiya
Gir gir main jaau haay tumne kya jaadu kiya
Sambhale na aaj piya jaane kyun mera jiya
Gir gir main jaau haay tumne kya jaadu kiya
Zara aa ke sambhalo saajan
Zara aa ke sambhalo
Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
Baahon mein teri piya jhula main jhulu
Tu mujhko na bhule na main tujhko bhulu
Baaho mein teri piya jhula main jhulun
Tu mujhko na bhule na main tujhko bhulu
Ye kasam aaj kha lo sajan
Ye kasam aaj kha lo
Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
Mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo
Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
Mohe apna bana lo saajan
Mohe apna bana lo
| Movie | Bandish |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Prakash Jha |
| Star Cast | Jackie Shroff, Juhi Chawla, Shilpa Shirodkar, Goga Kapoor, Paresh Rawal, Kader Khan, Himani Shivpuri, Guddi Maruti |

