Mohabbat Na Karna Lyrics  | Jaan Pechaan | Radha Asrani, Birbal | Iqbal Gill | Iqbal Gill

Mohabbat Na Karna Lyrics | Jaan Pechaan | Radha Asrani, Birbal | Iqbal Gill | Iqbal Gill

Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Kisi se nazar ka
Milana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain

Khuda ke liye apni
Nazro ko roko
Khuda ke liye apni
Nazro ko roko
Yeh tirchhi nazar ka
Nishana bura hain
Yeh tirchhi nazar ka
Nishana bura hain
Nishana bura hain
Nishana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain

Tumhare buna nahi
Katati yeh raate
Tumhare buna nahi
Katati yeh raate
Na aane ka koi
Bahana bura hain
Na aane ka koi
Bahana bura hain
Bahana bura hain
Bahana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain

Khuda ra zara mere
Seene se lag ja
Khuda ra zara mere
Seene se lag ja
Mila kar nazar dil
Zalana bura hain
Mila kar nazar dil
Zalana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Kisi se nazar ka
Milana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Zamana bura hain
Zamana bura hain.

MovieJaan Pechaan
SingerIqbal Gill
DirectorKamal Saigal
Music ComposerIqbal Gill
LyricistVishwamitra Sonie
Star CastRadha Asrani, Birbal, Sudha Chandran, Sudhir Dalvi, Utpal Duttm, Lilliput, Meera Madhuri, Arun Mathur, Mayur, Manju Mishra, Sushmita Mukherjee, Satish Shah, Asha Sharma, Shekhar Suman, Mayur Verma
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *