Milan Ki Jaag Uthi Bhavna Lyrics | Subhadra Haran | Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Prabhakar Jog

Milan Ki Jaag Uthi Bhavna Lyrics | Subhadra Haran | Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Prabhakar Jog

Milan ki milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna
Naye vesh ki sazi hai dulhan meri sanvedna
Milan ki jag uthi bhawna milan ki jag uthi bhawna
Kali kali ka hasta yauvan bisar gayi hu main apnapan
Kali kali ka hasta yauvan bisar gayi hu main apnapan

Resham dhage gunth chuke hai preet bhari kalpana
Milan ki jag uthi bhawna milan ki jag uthi bhawna
Jharne ka jal gata chal chal ghata ghata lehrati aanchal
Jharne ka jal gata chal chal ghata ghata lehrati aachal
Jagi ragini ras ras van ki bharti nav chetna
Milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna

Sath rahe ab jeevansathi sath rahe ab jeevansathi
Achal hui hai apni preeti mukti na ho par preet ka
Sathi janam janam ko mila milan ki jaag uthi bhawna
Milan ki jaag uthi bhawna
Naye vesh ki sazi hai dulhan meri sanvedna
Milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna

MovieSubhadra Haran
SingerMahendra Kapoor, Asha Bhosle
DirectorDatta Dharamadhikari
Music ComposerPrabhakar Jog
LyricistSaraswati Kumar Deepak
Star CastShahu Modak, Jayashree Gadkar, Suryakant, Arun Sarnaik

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *