Meri umar ka ek ladka
Mat pucho kya karta hai
Ankh jhuka ke chalta hai
Shayad mujhse darta hai
Meri umar ka ek ladka
Mat pucho kya karta hai
Ankh jhuka ke chalta hai
Shayad mujhse darta hai
Meri umar ki ek ladki
Mat pucho kya karti hai
Pyar bhare khat likhti hai
Shayad mujhpe marti hai
Pucho na uske nain hai kaise
Nain mile to lagta hai aise
Pucho na uske nain hai kaise
Nain mile to lagta hai aise
Jaise ambar niche hai
Jaise upar dharti hai
Meri umar ki ek ladki
Mat pucho kya karti hai
Pyar bhare khat likhti hai
Shayad mujhpe marti hai
Upar se kuch or wo chaliya
Andar se chitchor wo chaliya
Upar se kuch or wo chaliya
Andar se chitchor wo chaliya
Samne chup chup rahta hai
Chupke ahe bharta hai
Meri umar ka ek ladka mat
Pucho kya karta hai
Ankh jhuka ke chalta hai
Shayad mujhse darta hai
Kon hai wo kya nam hai uska
Sahar mein charcha aam hai uska
Kon hai wo kya nam hai uska
Sahar mein charcha aam hai uska
Bikul tere jaisa hai wo
Tu bhi ho sakta hai
Meri umar ka ek ladka
Mat pucho kya karta hai
Ankh jhuka ke chalta hai
Shayad mujhse darta hai
Meri umar ki ek ladki
Mat pucho kya karti hai
Pyar bhare khat likhti hai
Shayad mujhpe marti hai.
| Movie | Yeh Desh |
| Singer | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Director | Rama Rao Tatineni |
| Music Composer | Rahul Dev Burman |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Zeenat Aman, Kamal Hassan, Jeetendra, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Master Bhagwan, Chandrashekhar, Seema Deo, C.S. Dubey, Utpal Dutt, Geetha, Gulshan Grover, Dinesh Hingoo, Aruna Irani, T.P. Jain, Madhu Kapoor, Pinchoo Kapoor, Satyendra Kapoor, Vinod Mehra |
| Label | Saregama |

